Friday, April 4, 2008

mausam hain aashikaana

The rains are ........ making me think of your vitality.


Unleashed passion was there with me, and my arms could not contain the



mausam hain aashikaana



aaye dil kahee se unako ayese mein dhoondh laanaa





kahanaa ke rut jawaa hai,


aaur hum taras rahe hain


kaalee ghataa ke saaye,


birahan ko das rahe hain


dar hain naa maar daale,


saawan kaa kyaa thhikaanaa


---


sooraj kahee bhee jaaye,


tum par naa dhup aaye


tum ko pukaarate hai,


in gesooon ke saayeaa


jaao main banaa doo,


palakon kaa shaamiyaanaa


--

No comments: